Hello Friends aap sabhi ka hamare blog hi.HindiMiHelp.Com par hardik swagat hai. Friends aaj ki is post me hum Google ke Privacy aur Security Principles ke bare me janengen. to dosto jesa ki aap jante hi hai ki Google ek bahut bada Plateform hai jo aapke sath regular juda hua hai aur hum iska use apne daily life me bhi kar rahe hai.
Friends, yadi aap Google ki Privacy aur Security Principles se judi hui koi bhi jankari chahte ho to ye post aapke liye bahut hi important hai. to chaliye jante hai ki Google ki Privacy aur Security Principles/Rules kon-kon se hai?
Google Ki Privacy Aur Security Rules/Principles
Friends Google ek esa Platform hai jo privacy banane ka kaam karta hai aur yah privacy platform sabhi ke liye kaam karta hai. Google ek Responsibility hai jo users ke dwara Google ki Service ka use karne par sath aati hai jo sabhi users ke liye free hai. Google ke dwara di gayi service ka use koi bhi person jo Google ke Platform se juda hai, kar sakta hai. Jiska use bahut hi simple hai.
Google apne Users ke prti responsible hota hai ki vah Users ke product, personal data aur other information ko secure rakhe jiske liye Google Following laws ka use krta hai.
User aur Users ki Privacy ki Respect
Friends Google ek unbreakable platform hai. Jo ek ekal, mul trust ka prtinidhitv karta hai. Jisne first day se hi apne dwara taiyaar kiye gaye product se users ko effect kiya hai. Google apne inhi effectful works ke karan aage badhta hi ja raha hai.
Jab koi bhi person Google dwara taiyaar kiye gaye kisi bhi product ka use karta hai to vah apni jankari ko google ke sath sanjha karta hai aur apni jankari ki privacy ki surksha ke liye Google par trust karta hai. Google apne Users ki jankari ki privacy ke liye utardayi hota hai.
Information prapt karne ke baad Google ya sunishchit karta hai. ki vah unke users ke kis data ka use karta hai? kese krta hai? aur data ki surksha kis prkar karta hai? In sabhi bato ke prti Google hamesha sochta rahta hai ki kis prkar vah apne users ko ek achchi service provide kar skta hai.
Google Kis Data Ko Collect Karta Hai aur Kyon Krta Hai
Friends jaisa ki Google ek pardrshi platform hai jiski sabhi jankari/samgri aashani se mil jati hai, jo samjhne yogy hai aur kary karne yogy bhi hai. Google ke dwara logo ko apne product ka use krne aur suchit nirny lene me help karne ke liye yah smjhaya jata hai ki google konsa data collect karta hai? is data ka use kese kiya jata hai? aur kyon kiya jata hai? etc se related information Google ke dwara prekshit ki jati hai. jisse siddh hota hai ki Google ek pardrshi platform hai.
Google ke User ki koi bhi personal infromation kisi ko bhi Sell n kren
Friends Google ke dwara users ki information ko secure rakhna ek important subject hai jiske liye Google ke dwara bahut se law bhi create kiye gaye hai. Google ke dwara Search aur mapping jaise Google products ko useful bnanae ke liye data ka use kiya jata hai. google ke dwara diye jane wale Ads ki service ke liye bhi Google ke dwara data ka hi use kiya jata hai. ⇒Google dwara diye gaye ye Ads Google ke hi Funds ko aage badhane aur Ads ko sabhi ke liye free/mufat bannae me helpful hai.
⇒Google apne laws me iski samishti krte hue suchit krta hai ki google ke users ki personal information sell ke liye nhi hai.
Users ke liye Privacy ko Simple Banana
Google ki Privacy ke bare me baat ki jaae to Google ke dwara apne users ki suvidha ke liye bahut si Control Plugins ko create kiya gya hai. Jisme Google ke dwara bhut se new updates hote rahte hai.
Jab bhi koi User Google ki kisi bhi service ka use krta hai to vah User apni Privacy khud se create krta hai. Isi ke under me Google ke dwara apne Users ko alag-alag types ki privacy choose krne ki freedom di jati hai.
Because Google apne User ke according data control ka work krta hai. Isi ki aadhar par all users ko apni privacy chunne ki freedom hoti hai.
Google ke dwara yah bhi dhyan rakha jata hai ki sabhi users ki privacy unki ek personal likeness ke according ho.
Users ko Apne Data Analysis, Transfer or Delete Krne ki Power
Google ki service ka use krte time jo personal information Users ke dwara Google ke sath share ki jati hai. Us information par users ka pura adhikar hota hai. Google ke dwara user ko data tak pahunchne aur Analysis krne ka pura adhikar diya jata hai. Jisse hume pata chalta hai ki Google apne users ke data ke prti stick hai.
Inhi ke aadhar par koi bhi Google user apne data ko download kar skta hai, data ko transfer kar skta hai or data ko delete bhi kar skta hai.
Google ke dwara High Secure Technology Products ko taiyaar krna
Google ke dwara users ke liye high secure service ko taiyaar ki ja raha hai. Jiske liye Google ke dwara duniya ki sabse secure service taiyaar ki gayi hai jisme only ek ko hi security Engineer choose kiya jata hai.
Users ki Privacy se related, Google ke dwara yah bhi dhyan rakha jata hai ki vah apne users ke data ko protected rakhe, jiske liye users Google par trust krta hai.
At last hame pata chalta ki Google apne users ki privacy ke prti stick hai aur Google apne users ka respect krta hai.
Iske liye Google ke dwara new technologies ke use ke liye service taiyaar ki ja rahi hai jo users ke liye bahut hi helpful hogi. Google ke dwara esi technology ka nirman ki ja rah hai jisse koi bhi Google user apne uper aane wale Online khatron ka pta laga skta hai aur apne bachav bhi kar skta hai.
Google ke dwara Online Security ko badhava dena
Online Security ke liye, Google apne users ko online secure rakhe ke liye badhit nhi hai, balki yah pure internet tak fela hua hai, jis par yah nirbhar karta hai. Google ke dwara internet ko or adhik secure banane ke liye duniya bhar ke servicers, groups aur competitors ke sath apni security learning, Experience and equipment ko share kiya jata hai. Jisse Google sabhi old and new Industrialists ke sath security ko secure krne me helpful raha hai.
Google ke duniyan ki ek esi company hai jo hame following services provide krti hai :
- Google ke dwara sabhi security manko ka use kiya jata hai.
- Jiske liye Google hamesha work krta hai taki service quality se bharpur ho.
- Google ek simple service hai jiska upyog koi bhi person kar skta hai.
- koi bhi person apni privacy aur data se related sabhi mankon ko secure rakh skta hai.
- Google ke dwara new security services ko users ke liye provide krwaya jata hai.
iske alava bhi Google hume bhaut se features provide krta hai jiske bare me hum future me or adhik jante rahenge.
So friends is post me apne Google Ki Privacy Aur Security Rules/Principles ke bare me puri jankari prapt ki hai yadi apko yah post achchi lagi to ise apne friends ke sath share jrur kren aur comment me apka kimti suggestion jrur de aur question puchhen.
Thank You…..