HTML Kya Hai HTML Kaise Kaam Krta Hai (Introduction of Html)
Introduction of Html
Friends Apne Html ke bare me suna hoga par apko ye pata nhi ki html kya hota hai aur iske use kya hai to aaj ki is post me apko basic html ke bare me bataya jayega. to chaliye jante hai ki html kya hota hai. basic introduction of html is our mainly topic.
Html ko Tim banner Lee ne Geneva me 1980 me banya. Jiske abhi bahut se updates aa chuke hai. In updates ke bare me hum aage chalkar janenge.
Basic me dekha jaye to HTML ek Language (Bhasha) hai. Html ka use blogger ke dwara Webpage or Website Document bnanae me kya jata hai. Jiske bare me aaj ki is post me apko bataya jayega. Aap puri post ko dhyan se padhiyega. JIsme Apko “Introduction Of Html” ke bare puri jankari di jayegi.
Note : Post me Apko Following Contents ke bare me bataya jayega :
|
Agar aap Html sikhna chahte hai to aap aaj hi hmari website se jude taki aap bhi html sikh ske wo bhi Basic se High Leave tak.
Html Full Form in Hindi (Html का पूरा नाम)

Html ka pura name “HyperText Markup Language” hai. Html ke name ko three part me divide kar skte hai.
Html = “HyperText” + “Markup” + “Language” |
HTML H = Hyper T = Text M = Markup L = Language |
हमारी वेबसाइट के बारे में अधिक जानने के लिए यहाँ क्लिक करें |
Html Kya Hai (HTML क्या है ?)

Friends html ek “Hypertext Markup Language” hai. Jise hum Chote rup me Html ke name se jante hai. Html ek language hai jiska use Website Designing, Webpage taiyar krne aur Website Document banane me kiya jata hai. Html webpage ko color,shape aur design pardan krta hai.
Html ki trh hi webpage ko color,shape aur design dene ke liye CSS ka bhi use kiya jata hai. Ye bhi Computer Programming ki kuch other language hai jina use webpage,website designing or website document taiyar krne ke liye kiya jata hai.
Html ka use koi bhi person aasani se kar skta hai. Aur aasani se apni website design kar skta hai ya webpage create kar skta hai wo bhi easy method dawara.
Html bahut hi aasan hoti hai iske liya aapko kahi apne ghar se bahr jane ki jrurt nhi hai aap Ghar par hi ise aasani se seek skte ho.
Html Kese Kaam Krta Hai (How Html Work)

Friends jesa ki hum apni baat ko kisi other person ko samjhane ke liye kisi specific language as hindi,english etc. ka use krte hai. As a same type html ka use bhi computer programming me apne baat ko samjhane ke liye kiya jata hai.
Jese hum kisi person ko koi command dete hai ki us person ko kya karna hai or kya nhi karna hai. As a same type Html bhi programming me ek trh se command ke rup me hi work karta hai. Jo command hmare dwara di jati hai usi ko follow krte hue html ke dawara hamara webpage taiyar kiya jata hai.
Html me “HTML Tags” ke dwara command di jati hai. Jiske bare mein hum aage chalkar discus krenge. Abhi apke liye html basic ke bare mai janna adhik important hai. So let’s know about it.
Html ka Use Kaha Hota Hai (Html Use)

Html ka use website design, webpage banane or website document banne me blogger ke dwara kiya jata hai. Blogger apne webpage ko ek beautiful look dene ke liye html ka use krta hai. Jisme Blogger dawara website page ko color, shape or best look dene ke liye html ka use hota hai.
Html ek simple language ki trh hi work krti hai jiski programming aap asani se notepad me bhi kar skte hai. Aap html programming ko notepad me ya kisi html editor me likh sakte hai.
Note : Agar aape Html Sikhna abhi abhi start kiy hai to Mai apko suggest krunga ki aap notepad mai hi html coding start krain.
Aagar aap ise notepad me likhte hai to apko ise pura likhane ke baad save karna hota hai. Jisme aapke dwara apni html file ko save krte time file ke name ke sath .htm or .html likhkar save kiya jata hai taki aapki file ko browser me run kiya ja ske/dekha ja ske.
Note : Web Browser as Chorme,Mozila,Opera etc is very important to show your .html Extension/for run your code.
Note : Yahan “.htm” or “.html” dono Html Extension ke rup me work krte hai. Apko ye dhyan rahe ki “.htm” or “.html” ka use important hai. Agar apki Html file ko save krte time ye extension nhi hoga to apka Html run nhi hogi.
Note : Agar aapne abhi abhi hi html sikhna start kiya hai to aap html ko run krne ke liye “Internet Explorer” ka use kre. Jo apke liye Easy or Simple rahega.
Html Programming language ko aap kisi bhi platform as windows,linux,Macintosh etc. me bhi use kar skte hai.
“HTML” Ka Kya Mean Hai (Html Markup Language Kyo Hai)

HTML ke bare me to aap ne jan hi liya ab apke mind me question hoga ki Html markup language kyo hai. So friends ise janne ke liye html ke “Hypertext” or “Markup” or “Language” ko ek ek part me divide krenge. Jiske dawara hi hum sikhenge ya jaan payenge ki html markup language kyo hai.
Hypertext
Friends Hypertext dekhne me to simple text ki tarah hi hota hai but Hypertext me Simple Text ke sath kuch aur text add ho jate hai, Jo Hypertext ko Simple Text se Different show krte hai Jis par Mouse Click, Touch ya Key Press ki ja skti hai. Friends isi hi Hypertext ko hi Hyperlink kahte hai.
Note : Hyperlinks kisi webpage ko other webpage par jane ke liye ya kisi Different site par jane ke liye ho skte hai.
Jab Is Hyperlink ke sath link ke rup me image, music, video etc add ho jate hai to use “Hypermedia” kahte hai.
Note : Hypermedia Bhi kisi ek webpage ko other webpage se jodte hai. Ya kisi specific site par visit par jane ke liye ya link par jane ke liye hote hai.
Note : Hyperlink banae ki puri jankari hum aage chalkar janenge. Usse phele apko ye dhyan rakhna hai ki html sikne ke liye apko Basic Html ke bare me pata hona chahiye.
Markup
Html me Web Document banane ke liye “html tags” ka use kiya jata hai. Ye “Html tags” apne beech me aane wale text ko kisi different trike se show krte hai, Ise hi Markup kahte hai.
Note : Html tags ke Angel Bracket ke beech me use kiya gya text Bold, Italic, Underline etc me show hota hai.
For Example : When we have a simple sentence “Hindi MI Help”
We Use a html tag : <b> or <B>
This Simple Sentence Show In This Type : “Hindi MI Help”
When we use HTML tag As : <b>Hindi MI Help</b>
This is show As : “Hindi MI Help”
Note : In this case this Markup Show as “Bold” type. Which we use Html coding.
Language
Friends ab apne hypertext aur markup dono ke bare me jan liya hai. Ab apne bat karte hai Language ki.
So Friends HTML ek language hai jesa ki aap is post me padhte aa rahe hai. Html me web document banate time code words ka use krte hai jise “tags” ya “Html tags” kahte hai.
Html ko likhte time syntax ka use kiya jata hai Jiske aadhar par hi ise ek languages ke type me dekha ja skta hai.
So is Syntax ko three Parts me Divide kiya ja skta hai :
- Element
- Tag
- Text
1. Element
First, Element ki bat kre to Element ko “Tag” aur “Text” ke dwara banaya jata hai. Jisi hum last me Example lekar samjhenge.
2. Tag
Second, Element ko banane ke liye sabse pehle tag ka use krte hai. Element me Angel Bracket ke beech rakhe text ko hi tag/Html Tag Kahte hai.
Example : <H1>TEXT</H2>
Html Tags Ke Part :
Html tags ke do(Two) Parts hai : (A) Opening Tag (B) Closing Tag
- Opening tag : Opening html tag, Jesa ki name se hi pata chalta hai ki isse Html Tag ki Opning hoti hai.
Example : <H1>
- Closing tag : Closing html tag ko bhi name se hi smjha ja skta hai jisme Html Tag ki Closing hoti hai.
Note : Closing Html Tag me Html tag ko Close krne ke liye “/” ka use kiya jata hai.
Example : </H1>
Note : Apko ye Dhyan Rahe ki yaha <H1></H1> ka use Humare Web page or Web Document “Heading” ke liye kiya gya hai. Jo Hmare Web page ya Document Ki First Heading hogi.
3. Text
Friend Text me Html tags ka use krte hue simple sentence ko Angel Bracket Wale Html Tag ke Beech me lika jata hai. Jiske Aaps me Judne par Element Build hota hai.
When Friends, We Add All The Upper Following Syntax Then We Build a Element.
Example :
Html tags : <H1> </H1>
Text : Hindi Mi Help
When we Add it Then :
Our Html Codding Is : <H1>Hindi MI Help</H1>
And Show us This Html Codding in Our Web page or Web Document As:
Hindi Mi Help
Note : This “Hindi Mi Help” is Our First Heading in Our Web Page or Document…
Features Of HTML (HTML की विशेषताएं)

- Easy & Simple to Use :
Friends Html bahut hi easy hai aur simple bhi hai. Aap ise aasani se ghar par bhi sikh skte ho.
- Syntax :
Friends Html ke is Feature Syntax Bahut hi Important Hote Hai. Friends Syntax ko hum aasani se edit kar skte hai. Apne hisab se Dobara Edit kar skte hai. Aur Syntax me Changes Bhi kar skte hai. So it is very Helpful for us.
- Link :
Friends Html ke is Feature Me hum Ek Page se other Page ko Ya Kisi Other Link Jese Other Website etc ke link ko Web Page me Add Kar Skte Hai.
Web Pages ko aaps me jod skte hai. Hyperlink bhi Bana Skte Hai.
Hypermedia ke Dawa Hum Image, Music, Video etc ka Bhi Link Bana Skte Hai.
- Audio, Video, Image SRC :
Friends Html coding ke dawara hum Audio, Video, Image SRC ko Bhi Jod Skte Hai Jo Hamare Visitors ko Effect krta hai.
- Graphics :
Html ke dawar Graphics bhi add kar skte hai jo visitors par effect dalte hai.
HTML 5 me Graphics ka use Kiya Jata hai.
- Presentation :
Html ke dawara hum Effective Presentation bhi Hamare Web Page or Web Document Me Add kar Skte Hai.
- New Formating :
Html Ke New Format me HTML5 Ke Under Me Kuchh New Formatting Contents bhi hai.
For Example : Data, Time, Calendar Etc. Show Karwana.
Learn Html || Html History ||History of Html || Basic Html Course
At Last Friends You Know That : (आपने क्या सीखा ?) |
1. What is HTML?2. What is Html Full Form?3. How Html Works?4. Where Html use?5. Why Html is a Markup Language?6. What Is Hypertext?7. What is Hypermeadia?8. What is Html tags?9. What is Opening Html tag?10. What is Closing Html tag?11. What is Element?12. How we Build Element?13. What is Syntax?14. How to Learn Html?15. What Is Features of Html?16. How is Html is Usefull For Us?17. What is Introduction of Html? |
Friends Agar Apko Ye Post Achchi Lagi to Social Media Par Share Jrur Kijiyega. Aur is Post me bhi apko Basic introduction of html ke bare me bhi pura sikane ko mila hoga. So I hope you like it.
Aur Hamari Website “Hindi MI Help” se Bhi Add Ho Jaye Taki Apko Best Computer Programming ka Pura Knowledge ho sake.
Aur Computer Programming se Jude Rahne ke Liye Hamare Sath Bane Rahiye. Humare Dwara Apko Basic se High Leave Tak Ki Programming Practice Karwayi Jayegi.
हमारी वेबसाइट के बारे में अधिक जानने के लिए यहाँ क्लिक करें |
Thanks All Of You Friends…
For Read It…
- Html Full Form