
Html tag
Visitors Dhyan De Apko Post Me Following Topics Par Information Milegi |
|
learn html tag
Friends agar apko html nhi aati hai aur aap html sikhna chahte hai. To Friends ye post apke liye bahut hi important hai. Agar aap ek achchhe programmer banna chahte hai or html ko sikhna chahte hai to apko html ka basic pata hona bahut hi jaruri hai.
So friends agar apko html ka basic nhi pata hai to aap follow link par jakar basic sikh skte hai⇓⇓⇓
- Learn Html || Html History ||History of Html || Basic Html Course
- Introduction of Html | HTML Kya Hai | Html Kese Work Karti Hai | Html Ke Uses
Friends agar apko inke bare mai knowledge hai to aap html tag ke bare me aage jan skte ho.
Html Tag Kya Hai (What is Html tag)
Angular Bracket ke dwara simple text ko in brackets ke beech me rakha jata hai, Jise Html tag kahte hai. Ye html tag milkar syntax ka nirman karte hai. jise hum age example lekar samjhte hai.
Example : <p>text</p>
Yaha par <p> paragraph ke liye aaya hai jisme “<>” dwara “p” ko band kiya gya hai. Jo ek paragraph Html tag ko show karta hai.
Html tag ka use (Use of Html tag)
Friends Html tag ka use web page ya web document me diye gaye text ki shaping, designing, aur coloring ke liye kiya jata hai. Html tag ke dwara hi simple text ko ek specific style, shape, color or design diya ja skta hai.
Html tag ka Syntax (Syntax of html tag)

Friends Syntax ke Bhi Three Part Hote Hai. To Chaliye Jante hai ki Syntax Ke Ye Three Parts Kon Kon se Hai.
Syntax’s Part Of Html Tag
Ye Three Parts :
|
So First Hum Tag ko Smjhenge Ki Tag Kya Hota Hai. To Chaliye Friends Jante Hai Ki Tag Kya hota Hai.
Friends Tag Ko Bhi Two Parts me Divide kiya gaya hai. Jo Nimn Prkar Hai.
|
1. Opening tag
Friends Opening tag ka use html element ko Start krne ke liye kiya jata hai. Jisme text ki Designing ko Start kiya jata hai. Opening tag Element Starting ka First point hota hai. Hum Ise Example se Smajhenge.
Examlple : <p>
Note : Yahan par paragraph bannae ke liye opening tag “<p>” ka use kiya gya hai.
2. Closing tag
Friends Closing tag ka use html element ko end krne ke liye kiya jata hai. Jisme text ki designing ko end krne ya text ki designing ko limited karne ke liye Closing tag ka use kiya jata hai. aap ise samjhne ke liye hum niche diye gaye example ko dekh skte hai.
Example : </p>
Note : Yahan par Paragraph ko limited karne ke liye closing tag ka use kiya gya hai.
Second, Aab hum text ke bare me bat karte hai.
2. text
Friends text ka use opening tag aur closing tag ke beech me kiya jata hai. text hi wah main part hota hai jo element ko build krne ke kaam aata hai. text element ka ek important part hota hai. Yahi text hi html tag ke dwara design kiya jata hai. Jo web page ya website document me show hota hai. text ko aap following example se samjh skte hai.
Example : <p>text</p>
Note : Yahan par paragraph ke opening tag <p> aur closing tab </p> ke bechh me text ko lika gaya hai. Jo Web page me document ke rup me show hoga.
Third, Friends aab end me baat karte hai element ki.
3. Element
Friends Element wah Design hota hai jo tag or text se milakar syntax ko build karta hai. So Friends aap Element ko Following Example se samajh skte ho.
Example : <p>text</p>
Html tag Ke Part (Part of Html tag)

Friends Html tag ke bhi parts hai. Chliye jinhe hum example ke sath samjhte hai.
Html tag ke do (two) part hai |
|
-
Paired Html tag
Friends html tag me we tag jo jode means pair me paye jate hai ya hote hai, Unhe Paired html tag kahte hai. html me bahut hi rear case hota hai jab html tag jode me na hokar ek sath hote hai. So Friends Paired html tag ko hum Following Example se samjhte hai.
Example : <html tag></html tag>
Part of Paired html tag (Paired html tag ke part)
Paired html tag ko bhi do (two) part me divide kiya gaya hai. Jo Nimn hai :
|
1. Paired Opening Part
Friends Paired opening part me html tag ke pair ka first part hota hai. Jo syntax ki trh hi starting ke liye open hota hai. Ise hum Following Example se samjhenge.
Example : <html tag>
Note : Yaha <html tag> ek Paired opening part hai jo aage pura hone par Closing part ke sathh judega.
2. Paired Closing part
Friends Paired closing part me html tag ke pair ko close kiya jata hai. Jo syntax ki trh hi ending ke liye close hota hai. Ise hum Following Example se samjhenge.
Example : </html tag>
Note : Yaha </html tag> ek Paired closing part hai jo end me Html tag ke pair ko pura karta hai.
2. Unpaired Html tag
Friends Unpaire html tag ka use html me bahut hi kam hota hai. unpaired html tag bahut hi low case me html me use kiye jate hai. Aur ye single hote hai, So inhe Single html tag bhi kaha jata hai.
Single html tag me tag ki opening aur closing dono ek sath likhi jati hai. Means ye Single hone ke karn unpaired hote hai. Ise samjhne ke liye hum Following Example ko samjhte hai.
Example : <html tag/>
Note : Yaha par <html tag/> dawara yah dikhaya gaya hai ki ye ek unpaired html tag hai. Jiski starting aur ending ek sath hi hoti hai.
Html tag Important Question (Html tag ke Important Question)
What you Know By this Post :
|
Thank You…….So Much…….All of You…….
Agar apko humari posti Achchi Lagi to Like or Share Jrur krain. Aur Hmari Website se Bhi Jude.
Html ki puri jankari apko Isi site par di jayegi. So Let’s Join Us.
I am Happy to Help You. Wish you for a Happy Life.
If You like this post than like and share it……